Powered By Blogger

Auto Column width in excel


Hello friends,
Aaj hum excel me column width ke bare me पढ़ेंगे
Yaha per bahut सारे tarike hai jiski madad se hum excel me kisi column ki width change kr sakte hai. Ho sakta hai ki aapko isme se kuch tarike pahle se hi malum ho per mI fir bhi sab kuch suru se bataunga kyoki ho sakta hai ki kuch logo ko iske bare me malum na ho.
1) double click (mouse ka left button ko 2 bar lagatar click kr ke excel me column ki width ko manage kr sakte hai. Lekin iske liye bhi hume iss baat ka dhyan rakhana hoga ki hum mouse ko kaha per click kr rhe hai.
Suppose aap column B ki width ko change karna chahte hai to uske liye aap column ki heading B ke right side me dikh rhe डंडे ya line per 2 bar click krne se uski width change ho jayegi. Lekin jo width cbange hogi wo uss column me likhi gyi sabse lambe word ke जितनी ho jayegi. Agar aapne us column me kich bhi nhi likha hai to uss column ki width me kki bhi change nhi ho payega.

No comments:

Post a Comment