Powered By Blogger

Monday, 9 April 2018

Conditional Formatting

Conditional Formating In Excel

Conditional formating ek tarika hota hai jisme hum apane cell ko color karte hai kuch condition ki madad se. Isme hum apane cell ko format karte hai us cell value ke according

There is a different type of conditional formatting available
koi bhi style use karne ke liye sabse pahle hum apane cells ko select karte hai jisme format use karna
hai

1:--> Highlight cell rule

Iska matlab hota hai hum apane cell ko highlight karte hai lekin kuch condition ki madad se
isme pahla condition hai greater then

isme hum sabse pahle apane numbers ko select karte hai

fir home menu me jakar condition formatting choose karte hai

isme hum highlight cell ke ander greater then option per click karte hai aur hame ek dialog box milta hai usme hum koi bhi value enter karte hai aur ok per click karte hai.

iss number se bada jo bhi number hoga us selected area me usme color ho jayega.


greater then

Between

Equal to


Less Then

text that contain

No comments:

Post a Comment