Conditional Formating In Excel
Conditional formating ek tarika hota hai jisme hum apane cell ko color karte hai kuch condition ki madad se. Isme hum apane cell ko format karte hai us cell value ke accordingThere is a different type of conditional formatting available
koi bhi style use karne ke liye sabse pahle hum apane cells ko select karte hai jisme format use karna
hai
1:--> Highlight cell rule
Iska matlab hota hai hum apane cell ko highlight karte hai lekin kuch condition ki madad se
isme pahla condition hai greater then
isme hum sabse pahle apane numbers ko select karte hai
fir home menu me jakar condition formatting choose karte hai
isme hum highlight cell ke ander greater then option per click karte hai aur hame ek dialog box milta hai usme hum koi bhi value enter karte hai aur ok per click karte hai.
iss number se bada jo bhi number hoga us selected area me usme color ho jayega.














(fill handle: The small black square in the lower-right corner of the selection. When you point to the fill handle, the pointer changes to a black cross.) across the range that you want to fill.
